[-Firqa r Islam-]
Page-1:
"Beshak jin logon ny apny deen ko juda juda kr dia aur garo garo ban gay AP (S.A.W.W) Ka un sy koi talaq ni bus in ka mamla Allah ky hawaly hy phr Allah in ko btay ga jo wo{dunya} me krty thy.
[-Surt An'aam#159-]
Note!
Kya Firka, Brlvi,Rizvi Qadri Atari, Dyobandi,Hanfi, Wahabi (Ehle'hades Salafi) kehlwany walon ka taluk Nabi (s.a.w.w) k saath ho sakta hey??
Ham q apny aap ko sirf musalman kehlwany say sharmaty han? Think About it.
[-Firqa r Islam-]
Page-2:
Q:
Hamary Mazhab (Deen) ka kya Nam ha?
Hanfi Mazhab, Malki, Shafi, Hambli, Jafri,Ya
ISLAM?
Ans:"Aur jo koi (duniya ki zindagi me ) Islam k ilawa kisi r deen ko ikhtyar kare ga to aisey shakhs se (Qayamat k din uska deen) hargiz qabool nai kiya jaye ga r vo akhrat me khasara paney walon me ho jae ga"
[-Sura'e'Al'imran 85-]
[-Firqa r Islam-]
Page-3:
"Aur tm sab mil kr Allah ki ras'si (Qura'an) ko mazbooti se tham lo r apas me firqon me mat takseem ho jao"
[-Al'Imran V#103-]
Is ayat k bad b koi bnda apne apko Wahabi,Qadri,Chishti,At'tari,Brelvi,Deobndi,etc. Kehlwana pasand karey to vo Qura'an ki is ayat ka kufar krta he.
[-Think about it
Molvi hazrat awam ko bevqoof banatey hen k firqey se munsalik ho jao, Qura'an firqon ki naf'i krta he.-]
[-Firqa r Islam-]
Page-4:
"(Tum) Ibrahim A's k Deen ki (Parvi karo) Jis ney (ic Qura,an k Nazil honey sy Pahly) Tumhara Nam MUSLIM (Muslman) Rakha Or Ic (Qura'an) Main b (Tumhara ye he nam ha)"
[-Al'Hajj V#78-]
Wahabi,Qadri,Chishti,At'tari,Brelvi,Deobndi,etc. ki koi Hesiat nai, Qura'an ne hmara nam Musalman rakha he islye humen sirf Muslaman hney pe fakhar hona chahiey na k kisi firqey per.
[-Firqa r Islam-]
Page-5:
Kya Hanfi, Shafi, Malki, Hanbli sab rastey hi thek hen ya Islam ka rasta sirf aik r seedha he?
Zra dkhen!
Rasool Allah (s.a.w.w) ne apney hath se aik sedhi laker khenchi r farmaya k ye Allah ka rasta he,phir daen (right) r baen (left) tarf bht c lakeren khenchin r farmaya:
"Ye vo rastey hen in me se hr aik per Shetan betha hua he r iski tarf bula rha he r phir ye Ayet Talawat farmai k Ye meri sedhi rah he is per chalo r dosri rahon per mat chalo"
[-Musnad Ahmed 460/1-]
[-Firqa r Islam-]
Page-6:
Aey Logo Aaga ho jao! Main b INSAN Hu, Kareeb he k Mary Pas Mary Rab Ka Qasid yani (Moat ka Farishta) aaey r Main us ki dawat Qabul kar lu'n ,
main Apny ba'ad Tum main 2 Azeem Cheezy chor k ja raha hun,
(1) Pehli Cheez Allah ki kitab (QURA'AN) he ic men Hadayat or Noor he,
Tum Allah ki Kitab ko Pakro ic sy taluk mazboot kro
ALLAH KI KITAB ALLAH KI RASI HE, jis ney ic ki itbah ki wo HADAYAT pr he jis ney ic ko chor diya wo GUMRAH ho gya
(2) Dusri cheez merey AHLEY BE'eT hen men tum ko Apny Ahley Be'et k mutallik ALLAH sy darata hu (Un sy Acha Bartao karna).
[-Muslim: Kitab ul Fazail H.No#6228-]
Quran se taluq mazboot kijie r Firqa'parasti ki lanat se bachiey!
[-Firqa r Islam-]
Page-7:
Be'shak Main apny bad tum main 2 esi azeem Cheezen chor k ja raha hun k agar tum in ko mazbuti sy pakr lo gy to kabi b Gumrah nahi Ho Gy :
(1) Allah ki Kitab (QURA'AN)
or
(2) Usk Nabi (s.a.w.w) ki SUN'NAT (Jo Sahi Ahadith sy Makhooz ho)
Ref:
{Mota Imam Malik:Buk of Qadar H.No#1628}
Quran r Sunnat (Sahi Hadees) se apna Taluq mazbot kijie qk yehi Islam ki bunyad hen.
Q'o'S Advice from Quran (1)
"Aur tm sab mil kr Allah ki ras'si (Qura'an) ko mazbooti se tham lo r apas me firqon me mat takseem ho jao"
[-Al'Imran V#103-]
Is ayat k bad b koi bnda apne apko Wahabi,Qadri,Chishti,At'tari,Brelvi,Deobndi,etc. Kehlwana pasand karey to vo Qura'an ki is ayat ka kufar krta he.
[-Think about it
Molvi hazrat awam ko bevqoof banatey hen k firqey se munsalik ho jao, Qura'an firqon ki naf'i krta he.-]
Q'o'S Advice from Quran (2)
"(Tum) Ibrahim A's k Deen ki (Parvi karo) Jis ney (ic Qura,an k Nazil honey sy Pahly) Tumhara Nam MUSLIM (Muslman) Rakha Or Ic (Qura'an) Main b (Tumhara ye he nam ha)"
[-Al'Hajj V#78-]
Wahabi,Qadri,Chishti,At'tari,Brelvi,Deobndi,etc. ki koi Hesiat nai, Qura'an ne hmara nam Musalman rakha he islye humen sirf Muslaman hney pe fakhar hona chahiey na k kisi firqey per.
Q'o'S Advice from Hadees (3)
Kya Hanfi, Shafi, Malki, Hanbli sab rastey hi thek hen ya Islam ka rasta sirf aik r seedha he?
Zra dkhen!
Rasool Allah (s.a.w.w) ne apney hath se aik sedhi laker khenchi r farmaya k ye Allah ka rasta he,phir daen (right) r baen (left) tarf bht c lakeren khenchin r farmaya:
"Ye vo rastey hen in me se hr aik per Shetan betha hua he r iski tarf bula rha he r phir ye Ayet Talawat farmai k Ye meri sedhi rah he is per chalo r dosri rahon per mat chalo"
[-Musnad Ahmed 460/1-]
Q'o'S Advice from Hadees (4)
Aey Logo Aaga ho jao! Main b INSAN Hu, Kareeb he k Mary Pas Mary Rab Ka Qasid yani (Moat ka Farishta) aaey r Main us ki dawat Qabul kar lu'n ,
main Apny ba'ad Tum main 2 Azeem Cheezy chor k ja raha hun,
(1) Pehli Cheez Allah ki kitab (QURA'AN) he ic men Hadayat or Noor he,
Tum Allah ki Kitab ko Pakro ic sy taluk mazboot kro
ALLAH KI KITAB ALLAH KI RASI HE, jis ney ic ki itbah ki wo HADAYAT pr he jis ney ic ko chor diya wo GUMRAH ho gya
(2) Dusri cheez merey AHLEY BE'eT hen men tum ko Apny Ahley Be'et k mutallik ALLAH sy darata hu (Un sy Acha Bartao karna).
[-Muslim: Kitab ul Fazail H.No#6228-]
Quran se taluq mazboot kijie r Firqa'parasti ki lanat se bachiey!
Q'o'S Advice from Hadees (5)
Be'shak Main apny bad tum main 2 esi azeem Cheezen chor k ja raha hun k agar tum in ko mazbuti sy pakr lo gy to kabi b Gumrah nahi Ho Gy :
(1) Allah ki Kitab (QURA'AN)
or
(2) Usk Nabi (s.a.w.w) ki SUN'NAT (Jo Sahi Ahadith sy Makhooz ho)
[-Mota Imam Malik:Buk of Qadar H.No#1628-]
Quran r Sunnat (Sahi Hadees) se apna Taluq mazbot kijie qk yehi Islam ki bunyad hen.
Q:
Kya Saudia waley Hanfi,Shafi,Malki, Hanbli hen ya Ahle'sunnat ki fikar par?
Ans:
Shah Fahad bin Abdul'Aziz ki tarf se shaya honey waley Saudian Quran ki {Sura'e'Nisa A#59} ki tafseer me Saudia k Mashoor Muhadis r Alim'e'Deen {Hafiz Sala'hu Din Yousaf sahib} likhtey hen k Ullama agar Quran r Hadees Nabvi k mutabik fatwa den to jaiz warna chor diya jaye qk At'at sirf Allah ki he r Rasool (s.a.w.w) ki At'at b Allah ki At'at he is se saaf zahir he k vo Muqalid nai blkey Ahl'e'Sunnat/Ahl'e'Hadees ki fikar rakhney waley hen.
For Detail Read Sura'e'Nisa Ayet#59 with tafseer.
"Aye Iman Walo Farma'bardari kro Allah ki r Farma'bardari karo Rasool s.a.w.w ki r tm me ikhtyar walon ki...."
Q:
Sunni, Shia,Wahabi, Deobandi, Barelvi,Hanfi,Shafi Malki... kya ye Rasool s.a.w.w k dor me they?
Tamam Firqon k Ullama ko pata he k kon kahan kahan galt he r kon Sahi sirf Zid r Ana ka masla he k hum
Baap/Dada ko kaise ghalt man len
[-Sura'e'Luqman ayat 21-]
Ye firqey Nabi s.a.w.w ki wafat k {400} saal bd wajood me aye inki koi haqeeqat nai.
Jesa k Hazrat Shah Wali Ullah Muhadis r.m.t likhtey hen k:
"Dolat-e-Sham yani Saltanat-e-Umwiya k khatmey tk koi apne apko {HANFI ya SHAFI} na khta tha blkey sb apne apne Imamon r Ustadon ki Dalail se mantey they r Dolat-e-Iraq yani Saltanat-e-Abbasiya k zamaney me hr aik ne apna aik Nam rakh liya yan kisi ne Hanfi shafi r kisi ne malki rakh liya.
[-Haja'a Tulla'hil Baligah Page 47-]
0 comments:
Post a Comment