Akhari Nasihiyat
(Sahih Bukhari 791)
Zaid [(Rha(tabi)] ka byan hai : Syedna Hazefa Bin Yamaan (RA) ne ak shakhs ko dakha jo namaz ka roko aur sajday (Namaz-e-Mohammadi (SWS) k mutabik) mukammal nahi ada ker raha tha to Ap (RA) ne farmaya : "Tu ne namaz parhi hi nahi aur agar tu isi tarha parhta raha to os tariqy par na mary ga jo Allah ne Mohammad (SWS) ko sikhaya hai".
0 comments:
Post a Comment